Total Pageviews

Saturday, April 30, 2011

"Aashiq" dafn hote hain...

Khwabon me jo aate ho hakiqat me kyun nahi aate,
Hansana gar nahi aata to kyun kar rula jate,
Jahar ki ek pudiya se agar sare khwab mar jate,
to na ye pyar reh pata kabhi ke hum bhi tar jate,
bhulado hume hum jahar se dara nahi karte,
"Aashiq" dafn hote hain mara nahi karte.

1 comment:

  1. aasik hoti hi dafna hone ke liye ...unka kam to kuchh hota nahi...

    ReplyDelete